Tujhe jaata sa dek!!!!!!!


divit mehta



Tujhe jaata sa dek...
Ek khayal aaya...
Khoya toh nai tujhe...

toh phir kya paaya?????


Ankhein meri tujpe atki thi....
Rasta tera badla....
Raah meri batki thi....
Bolna toh bahot tha....
Lekin shab ulaj gae....
Jab takk kuch samajta...
Wo lamhe guzar gae....
Samaj nai aaya...
Bin barsaat biga kaise..????
Sari duniya thi....
Fir b me tanha kaise..?????
Kuch toh baat thi....
Warna me badla kaise..???
Chahat toh thi....
K tujhe janne naa du....
Lekin...
Kon hu mein...
Roku to roku kaise ...????
Kabi toh yeh samaj aaega....
K yeh uljan hai kya....
Uss din sab samaj jaega.....
K yeh tadpan hai kya.....!!!!
Jiss din samaj jaunga....
Uss dinn dobora aaunga...
Jo aarzoo adhuri reh gai...
Agle baar puri kaar jaunga...!!!!!!

Share Article :




You may also like