MAZBOOR


Amit Sharma"Father to his Son"


Mere naino me base ho tum,

Milna main tumse chahta hu, lekin mazboor hai hum,

tum itne pyaare ho, mere raajdulare ho,

yaad bhut aati hai, milne pe kam ho jati hai,

bichhudne pe badh jati hai, lekin mazboor hai hum,

patni tumhari pyari hai, deti hai samman, bolti hai kam,

Lekin Mazboor hai hum.


Regards

R K Sharma

Share Article :
You may also like